
Name
I have learnt many values and islamic rules from TANZEEM-UL-MAKATIB and correct ways to recite many things such as surahs and namaz. Teachers explain everything to us and clear all our doubts and even correct us while reciting Quran

Fatima Rizvi
Janab sadr sahab ustad Mottram aur tamam khwahran ko mai tahe dil se shukriya ada krti hu ki aap logo ki wajha se hum tamami bache behtarin ilme deen hasil kr rahe hain aur aage bhi dua hain Inshallah ilme deen hasil krtey rahenge

Sakina Zehra
Salamun alaikum hum tanzeemul makatib k mktb se bht khush hain k hmare charon bachche bht achche se dini taleem hasil krrhen or sbse zyada kh fatima k shukr guzar hain k unhone bachchon ko bht pyar muhabbat diya or pddhaya bht bht shukriya

Saba Zaidi
I am extremely grateful to have Batool enrolled in the e-Makhtab class under the guidance of Umme Azra Ma'am in the 7Y group. Mashallah, Batool has made remarkable progress in her learning journey. Umme Azra Ma'am is an incredibly dedicated and considerate teacher who goes above and beyond to support her students. Handling such young children, especially online, is no easy task, but Umme Azra Ma'am does it with great patience and care.

Sakina Zehra
مجھے ای مکتب بہت اچھا لگا
اور اس سے مجھے بہت فائدہ ملا
انشاء اللہ اگے بھی ملے گ

Fizza Fatima
Tanzeemul Mukatib ki wajah se main urdu aache se padhna seekh payi hoon . Sabhi teachers aache se padhte h ,classes waqt par hoti hain aur har islamic calender ke hisab se mehfil ya majlis hoti h jo ilm main ezafa krti hain . Deeniyat ki kitabe shia taleem padhne ke liye behtreen hain.Fees, class ka time dono hi student ke liye maakul hain.

Father of Sabika Fatima
Ask meri dono betiya sabika fatima aur aaliya fatima tanzeemul mukatib me padhai h aur dono ki mam zaheen bhut acha padhti h ur bachche smjhte h mam ka padhne ka tarika bhut achcha h.mam ka shukriya karti hun jo badi beti ne test paas Kiya h ur achche number aaye .aapki mehnat aur dua k sath beti ne test pass Kiya,Allah se dua h isse hi tanzeemul mukatib kamyaab rahe aur deeni talim me bhut zayada taraki kare ameen

Father of Zainab & Taban Gauhar
Tanzimul Makatib ki mein bhut shukar guzar hoon jinki wajah se mere bache ilm hasil kar rhe h aur is madarse ki wajah se humare bacho ko mazhabi taleem mein izafa ho rha ... Bhaut ache se bacho ko samjhaya jata h ...aap sbka bhut bhut shukriya ..

Afreen Rizvi
Ayaana has felt that ever since she has started the Tanzeemul Makatib lessons with Sister Ume Azra, it has helped her to deepen her connection with Allah SWT.
The way the program is designed is quite impressive as well. As now she can read and write urdu really well in less than a year.
Ayaana and Arshaan really like the way Sister Umme Azra teaches them. She has a positive and humorous attitude which makes class interesting for Arshaan and Ayaana.

Parents of Umme Zehra
Assalamu alaikum tanzeem ul maktab janab sadr Sahab ustad mohtarm aur tamam khawateen Ko Main tahe Dil Se shukriya Ada Karti hoon ki aap logon ki vajah se Ham tamami bacche behtarin ilm hasil kar rahe hain aur aage bhi Dua Hai inshallah ilme din hasil karte Rahege

Maria Mak
تنظیم المکاتب ہمارے فقہ کا ایک اہم ادارہ ہے جس کی بنیاد مرحوم سید غلام عسکری نے رکھی تھی۔ ہر سال سینکڑوں کی تعداد میں طلباء فقہ حعفریہ کے علوم سے فیضیاب ہوتے ہیں اور یہی تعلیم نسل در نسل آگے بڑھ رہی ہے۔
میں جب اپنی دختر کو عالمہ کنیز کبریٰ سے سبق لیتے ہوۓ سنتا ہوں، مجھے اپنی درسگاہ یاد آتی ہے۔ بچپن میں جو روانی سے پڑا تھا آج کہیں کہیں عالمہ میرے حافظے میں رکھی باتوں کی اصلاح کرتی ہے۔

Mother of Sayyeda Bano
Salamun alekum
Tm maktab E bhout acha hai mai tamam ustaad aur khawahran
Ko mai sukriya ada karti huu aap logo ki wajah se hum tamami bacche behtarin ilme deen hasil kar rahe hai aur aage bhi ishe tarah deen hasil karte rahe ge inshaallah

Father of Mostafa
Assalamualaikum
Hum 5 years se Tanzeemul makatib se online classble rahe hain. Mera ek bada beta pad chuka hai . Aur chota abhi darjah awal me pad raha hai. Ek saal se mohtarma Nawazish Mostafa ko pads rahin hain. Bahoot mehnat aur lagan se moatafa ko padate hain. Uski galtioon ko durst karti hain. Mai bahoot satisfied hoon.

Father of Talib Mohd. Abbas
Salamun alekum
Maktab Tanzimul Maktab
Janab sadr moallim aur ustad mohtaram Adare ki sabhi khwahran ka mai bhot shukr guzar hu ki hum tamami talibe ilm bhot ache se madrse Tanzimul Maktab se ilme deen hasil kr rahe hain aur khwahr bhot ache se Padhati hain aur aage bhi ise tarha Inshallah aap se he ilm hasil karenge

Adam Smith
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.

Jhon Deo
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.

Maria Mak
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.

Jackma Kalin
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.

Amily Moalin
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.

Enagol Ame
Click edit button to change this text. Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Ut elit tellus, luctus nec ullamcorper mattis, pulvinar dapibus leo.